How to customise a website Theme and how to find a free website Theme

 How to Customise a website Theme and how to find a free website Theme











        Hey gues main hoon Palash me mera pichle post me bataya tha ki hum kaise free me apne mobile me khud ki ek free website create kar payenge or earn 💸💰kar sakte hai. Or aj me is post me batane wala hoon ki hum kaise apna website ko design kare ki website dikne me achha lage wo bhi bilkul free me.
     Website se aap bhi achha khasa revenue kar sakte ho agar aap mera bataya hua har bat ko apply karoge to. Me step by step sab batata hoon to aap jaroor dhyan se article ko padhe or agar achha lage to friends ke sath share karo. To chalo batata hoon aapko kaisa theme lagana hai or kaisa theme nehi lagana hai or use kaise design karna hai.


Kaisa theme nehi lagana hai.


Mistake:-1     Aisa hota hai ki bahat log kya karte kuch bhi theme ko google me search kar lete hai or agar achha lage to use apne blogger pe lagate hai. E bilkul galat tarika hai aise karne se humara website ko kabhi bhi Google Adsense approval nehi dega. Kiun ki sirf thene achhe dikhna jaroori nehi wo theme mobile friendly hona chahiye. 



Mistake:-2       Bahat log aisa karte hai ki apna blogger pe theme to laga lete hai lekin uske andar apna informations dalna bhul jata hai jaise ki apna lebels , Pages (About us,Contact us, Disclaimer, Privacy policy etc.). Usme kya hota hai ki apna khud ki website me dusra admi ka details rehe jata hai. 


     Agar koi bhi users apka website ko visit karte hai to wo aapka nehi aap jiska theme use kar rahe ho uske bare janege. Jo ki bahat hi bada mistake hoga. To ye galti mat karna. 


     Me sare details bataunga or video me bhi bata chuka hoon agar aap abtak mera YouTube visit nehi kiya or Subscribe nehi kiye ta turant jare kiun ki me humesa aisa blogging or tech. Regarding video leke ata hoon wo bhi basic labels se top lebel tak . Bilkul asan tarika me samjhata hoon.
Video Link👉




Mistake:-3   Kuch log kya karte hai ki website ki title pe kuch bhi likh dete to aise karne se humara website achha nehi dikhega to agar koi bhi visitor humara website ko visit karte hai to use achha nehi lagega humara website, humara impression gir jata hai wo banda kabhi bhi dobara humara website ko visit nehi karega to aapko kya karna aapna website ke liye ek achha sa logo create karna hai then use wohi pe put karna hai.



Mistake:- 4        Humara blogger ka jo falcon hai wo by default blogger ki logo hota hai to koi bhi use chenge nehi karte hai Aise karne se kya hoga bahat log hote jo ki free website ko visit nehi karte hai pata nehi kiun aisa karte . Magar visit nehi karte hai to agar aap apna falcon option se apna website ka link logo ko chenge kar lete ho to aapka website link bahat hi achha dikhega bilkul professional website ke tarha dikhega.



Ye sab galti galti se bhi mat karna mene bataya kiun ki pehele mene ye sab galti kiya tha so aap log mat karo.


Kaisa Theme Lagana hai.



Step:-1 Aapko achha sa ek theme ko choose karna hai jo ki mobile friendly ho then use Download karo . Main kuch Theme ko suggest karunga aap jaroor ye video 👉 Click Here deklo ekbar.



Free Blogger Templates

👉DOWNLOAD






Step:-2 Download kiya hua Theme ko XML me convert kar lena hai ab wo theme bilkul ready ho jayega humare website me upload karne ke liye .


Step:-3  Apko simply kya karna use upload karna hai to kaise upload karoge apna blogger me 3 dots pe Click karna hai then theme ko choose kar lena hai. Then Backup kar lena hai taki koi bhi gadbad hi jaye to aap firse khud ke data pa sako. Then Restore pe click kar lena hai.
















Step:-4 Uske bad aapko upload ki option dikhega aapko upload pe click kar lena hai. Then aap ko apna file se save kiya hua theme ko choose kar lena hai.






Step:-5  Tab humara theme completely upload ho jayega then aapko firse 3 dots pe click kar lena hai then Layout pe click karar lena hai .


Step:-6 First aapko Header logo ko chenge karna hai to uske like header logo me ek pen ki icon dikhega edit ke liye uspe click karna hai. Then aapko simply upload from computer pe click kar lena hai .The apna pasand se taiyar kiya hua Logo ko apna file se select kar lena hai the kuch somay bad update ho jayega the save kar lena hai.


Step:-7 Then aapko pages ko edit karna hai usiliye aapko Footer link pe click kar lena hai bilkul niche dikhega aapko usme bhi pen icon ko click karna hai.



Step:-8 Then aapko apna Pages jaise ki Home, About us, Contact us, Privacy policy, Disclaimer etc. Ki pages create karna hai or usika link ko wohipe dalna hai. Me next post me bataunga kaise aap apna pages (About us, Contact us, Privecy Policy, Disclaimer etc ) create kar paoge bilkul asan tarika se. Mera video me bhi jaroor bataunga aagar aap ab tak mere channel ko SUBSCRIBE nehi kiya to turant karle or bell icon ko on kar le.




Step:-9 Then aapko apna lebels menu ko edit karna. To aap ko simply wohi pe bhi ek pen icon dikhega wohi pe click kar lena hai.


Step:-10 Then aap view blog click karke apna blog ko dekh lo then agar kuch bhi hatana hai to hata sakte ho or agar kuch bhi add karna hai to aap muchhe comments kar sakte ho youtube pe yaa blog pe main turant bata dunga


Ab hamara website bilkul professional dikhega .



Age janne ke liye mera YouTube Channel ko SUBSCRIBE karo or mera har video dekte raho.









Thanks for visiting us






Post a Comment

0 Comments

Close Menu