How to change footer credit from website/ apna footer credit kaise change kare

 How to change Footer Credit from website|website me footer credit kaise change kare










         Hey guys World Techno Web me aap sab ko swagat karta hoon me mera previous post me bataya tha ki kaise hum apne website ke post me responsive table create kar sakte hai to mene step by step bataya hai or video me live dikhaya hai agar aap ab tak nehi dekha abhi dekhi wo post or videos 

 Video link👉Watch Now

Or agar aap ne dekhe hue already to ummid karta hoon aapko samaj agya hoga sare steps ki kaise aap responsive table create kar sakte ho. 

           Aj ye post me batane wala hoon ki kaise aap apna blogger website footer creadit ko change karke khudka credit khud ka website ke credit de sakte ho. To me step by step bataunga agar aap mujhe follow karoge to aap khud apna website me footer credit change kar paoge or me video bhi provide kar dunga. 





Footer Credit kya hota hai



      Footer credit kya hai sab jante hai ho sakta hai kuchh log nehi jante to me unke liye bataunga ki footer credit hamar website page ke sabse niche wala section ne rehata hai. Aagar aap kisika Theme use karte ho to unka credit wohi pe show hoga . Wo wala section me humesa khudka website ka name hi reheta hai. Agar kusi or ka website name wohi pe sho hoga to aapka page achha nehi dikhega. 




Footer credit na hatane se kya hoga



              Kisi or ka footer credit agar aapka website me dikte hai to wo humara website ka impression gira dete hai kiun ki aagar koi humara website visit karte hai to jab wo footer me dekhega to use kisi or ka credit dikhega actual me wo wala credit aapka hai hi nehi jada tar website aap khud kuch professional website ko check katke dekho footer me khud ka hi credit rehata hai. To aagar footer me kisi or ka credit rehega to aapka website me kisi or ka website ka publicity badhega khud ka pata nehi. Or ho sakta hai aapka ye wala footer credit ke wajah se aapko Google AdSense Approval hi na mile. Kabhi kabhi aisa hota hai ki humare website bilkul thik thak hote hai kaphi achha traffic bhi ate hai lekin hum Google AdSense approval nehi dete. To wala problem ki wajah humar footer credit bhi ho sakta hai. 









Footer Credit kaise change kare


     Footer credit change karna koi muskil kam nehi aap khud hi kar sakte ho aagar aap ye wala post ko achhe se end tak dekte ho aagar fir bhi aapko kuchh doubt rehe jata hai to aap mera YouTube video dek sakte ho. 

YouTube video 👉Watch Now

To friends chalo main step by step batata hoon, 


  Step:-1      Footer credit change karne ke liye aapko simply ye wala post me niche diya hua download option me click karke ek HTML Code ko download kar lena hai uske baad aapko wohi HTML Code ko copy kar lena hai. 

Step:-2  Then aapko aapna khudka website pe jana hai or footer me kya likha hua hai use pata karna hai. Kisika 'Credit' likha hota hai to kisika or kuchh to use pata karna hai. 


Step:-3  Then aapko apna website ke theme ke option jana hai or ekbar backup karlena hai kiun ki aagar kuchh bhi mistake hou jaye to aap apna khud ka data pehele jasa paa sako. 



Step:-4  Then aapko 'Edit HTML' pe click katna hai then theme pe kehi pe bhi ek bar click karkr aapko apna keyboard me 'Crt+F' press karna hai or aagar aapka footer ne credit likha hua hai to aapko Credit search kar lena hai. Agar or kuch likha hai to use search kar lena hai then aspko result highlight mil jayega. 



Step:-5  Then aapko simply dikhega Created by or distributed by uske upar me " <div class='copyright-area'>" Aisa code dikhega aapko simply wohi text ki right side pe ekbar click karke 2 bar enter press kar lena hai uske baad aapko download karke copy kiya hua code ko wo wala text ki right side me paste kar dena hai. 









Step:-6. Code paste karne ke baad wohi pe aapko kuchh changes karna hai kiun ki wohi code me mera website ka link or name diya hua hai wohi pe aapko aapka khudka website ka link or name dena hai. Maine image me indicate kar diya hai aap dek sakte ho.

Step:-7     Then aapko simply save theme pe click kar lena hai.






       ðŸ‘‰  DOWNLOAD THE CODE FELLOW




Step:-6 Then aapka footer credit change ho jayega aap aapna website ek bar visit karke dek sakte ho  aab aapka website bilkul professional dikhega or AdSense approval bhi mil jayega. 



Ummid karta mera ye post aapko bahat achha laga hoaga. 





Thanks for visiting us. 











     


Post a Comment

0 Comments

Close Menu