Apna khud ka blogger kaise create kare or use design kaise kare bilkul free me
Me aj is post aap logo ko blogger ke basic jankari dunga ki aap kaise apna khud ka blog create kar paoge or use kaise design karoge or next post me bataunga kaise aap Adsense ke liye apply karoge taki aap ka blog ko bahat hi jaldi approval mil jaye o bhi bilkul free me blogspot.com pe.
Aap agar demo dekhna chahate ho to aap mere youtube channel ko visit kar sakte ho waha apko demo mil jayege mene bahat hi achha tarika me bataya ki apko kya karna hai or kya nehi karna hai. Mene khud apna website ko kaise design kiya or kaise google adsense ke liye apply kiya or approval liya.
YouTube channel 👉Techno Palash
How to Create Yor Free Blogger ?
Apna khud ka free website kaise create kare ?
Me step by step samjhaunga or aap use follow kare:-
Steps :-1 Seach blogger.com on you google or chrome browser on your Mobile or Laptop.
Step :-2 Click on the top result👉 Blogger then it will take some time and opened a new window.
Steps :-3 Then Create your website name. And then create your website link. Sometime it will failed because your website link that you will be create is already taken so try some different text.
FIRST STEP.
SECOND STEP.
Steps :-4 Then click on the Save button.
Then aapka website completely ready ho jayega the aapko post karna hai . To aapko kya post karna hai or kya nehi karna kai wo bhi me batane wala hoon main jo bhi bata raha hoon wo step by step follow kijiye aapka website bahat hi kam somoy me google adsense ke liye approval mil jayega or aap earn kar sakte ho. Or uske bad aapko bataunga ki aap apna website ko kaise design karoge.
Tips:-1 Apko soch lena hai pehele se ki aapko kis chiz ke bare me gyan hai app kis chiz ko likh sakte ho.
Tips:-2 Apko apka khud ki contain taiyar karna hai jaisa ki ap khud hi apne man se kuch soch ke likhna hai or use post karna hai.
Tips:-3 Aapka contain 600-700 word ki hona chahiye or bich me jyada gap nehi rakhna gai kiun o aapka website ki impression ko gira deti hai. Or achha sa photo upload karna hai post me wo bhi khud ki tayari kiya hua hoga.
Tips:-4 Apko lagbhag 20-30 post karna hai uske bad aap Adsense ke liye apply kar sakte ho or me app ko achhe se bataunga mera next post me ki aap kaise Google Adsense ke liye apply karo usike liye app agor mera blog me pehele bar vist kar rahe ho to mera YouTube channel ko subscribe kar lo or mujhe follow karo Facebook, Telegram or Whatsapp pe.
Tips:-5 Apna post ko achhe se create karne ke bad achha sa title dena hai iske daida kya hai agar koi bhi iske regarding search kare to apka post o dek paye or use kuch faida ho.
Tips:-6 Apna post me complete jankari hona chahiye nehi to google adsense approval nehi deta hai.
Tips:-7 Apko 6-7 lebel banana hai or usme 6-7 post hona chahiye.
Tips:-8 Apko khudka page taiyar karna hai jaisa ki About us, Contact us, Privacy Policy, Disclaimer wo bhi aap kaise taiyar karoge me bataunga.
Tips:- 9 Apko achha sa theme shoose karna hai or use achhe se edit or design karna hai wo aap kaise karoge me apna YouTube channel me bataya hai agar aapne abtak nehi dekha to jaroor dekhe or channel ko subscribe kare.
Step:-10 Hamesa khud ka articles unique banane ki kausis karo.
Tips:-11 Search Console me account create karna hai or kud ke post ko dalna hai taki aapka website ke bare me Google ko pata chale or wo apka contains or Articles ka jankari rakh sake.
Tips:-12 Apna website ke liye ek google analytics account create karna hai or tracking id ko copy karne apna website me dalana hai usike bhi video hai aap jaroor dekhe.
Tips:-1 Aapka khud ki contain ho na chahiye aisa nehi hai ki kahi se kuch dekha or use copy karke aap apna website me paste kar dete ho to kya hoga apka impression kharab ho jayega or aapka website approve nehi ho payega.
Tips:-2 Kehi se kuch bhi photo ya screen shoot ko nehi dalna hai.
Tips:-3 Article ke bich me jyada gap nehi rakhna hai.
Tips:-4 Aap kisika bhi link ya video yaa image apna website pe mat dalo jo bhi kar rahe ho wo khud ka ho. Humesa unique banane ki kasis karo.
Tips:-5 Agar apke pas Laptop hai to bahat hi achha hai nehi to mobile me bhi kar sakte ho lekin jab aap theme ko upload karte ho to jaroor dekhe ki wo mobile friendly hai yaa nehi. Aap jaroor mere youtube channel ko visit kare or wohi pe mene kuch theme ke bare me bataya hai.
Theme Download
Aapko ek theme choose karna hai nehi to aap blogger ki theme ko bhi laga sakte ho.
Uske bad apko apna blogger me Layout ke option me ja ke jare chizo ko complete karna hai mene video me bataya hai use jaroor dekhe.
Uske bad apka website ka ek Logo create karna hai or website pe dalna hai. Yaad rakhe apna logo ko khud hi create karna hai kahi se copy nehi karna hai.
Social media pe apna website ki name pe pages open kar sakte ho to or bhi achha hai kiun ki agar aap pages open karte ho to apka post ka lonk usme jab bhi share karoge to agar use koi dekte hai to apka page me jaroor join hoga or tumhara post ho visit karega iska faida kya hai ki aapka website me kafi jyada traffic aneki chance hai.
Is post me bas itna hi jankari hai age janne ke liye hume follow kare.
Video link👉Click Here
0 Comments